Syedi sakhawati baradari jahangeeri
""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""""'''
Bhainsodi shareef
Ya Rasool Allah sallallaho alaihe wasallam
Teri nasle pak me hai bacha bacha noor ka
Tu ahle noor tera sab gharana noor ka
Ali ka ghar bhi kya ghar hai ke is ghar ka har ek bacha
Jise dekho wahi sher-e-khuda ma'alum hota hai
Chamak tujhse pate hain sab pane wale
Mera dil bhi chamka de chamkane wale
Aap hain mere aaqa-o- mola peer-o-murshid huzoor Syedi Murshedi noore mohammdi aulade ali wali ibne wali sakhi ibne sakhi sarkar khuwaja syed mohammad Ameenul Huy hasani-husaini qadri soharwardi chishti Abu'ula'ee jahangeeri madda zillahul noorani sahab
Sajjade nasheen wa masnad nasheen dargahe mo'alla huzoor syedna wa murshidna qutbul akhtaab aarife billah wasile ilallah sarkar khuwaja syed mohammad Sakhawat'deen Shah baba jahangeer alaih rehma@@ syedi bara dari murshid nagar Bhensodi shareef tehseel milak zila rampur uttar Pradesh India
Azeezane mohatram wese to sar zameen bhainsodi shareef tehseel milak zila rampur uttar Pradesh India me bahut saare sufia ke ghar wa mazarat hain aur unme se kuch peerane azzam apne aapko syed Aale Rasool allah sallallaho alaihe wasallam batate hain taaki log unko syed samajh kar unki zyada se zyada taazim o takreem karen aur wo awaam ko dhoka de rahe hain aur apni maa pe zina ki tohmat laga rahe hain
Kyonki jisne apna nasab badla usne apna baap badla is liye meri aap se guzarish hai ke aise naqli syed aur peeron se bach kar rahen @
Kyonki jis tarah jaan maal ke choron se jaan maal ka khatra hota hai isi tarah jhote syed aur peeron ke haath me haath dene se deen-o-imaan ka khatra hota hai @
Isliye me aapko batana chahta hoon ke sar zameen bhainsodi shareef me sirf aur sirf syed Aale Rasool allah sallallaho alaihe wasallam ka ghar wa darghah ek hi hai iske aalawa Bhensodi shareef me koi dusra ghar syed Aale Rasool allah sallallaho alaihe wasallam ka nahin hai @
Aur ye gharana syedi baradari sakhawati jahangeeri ke naam se mash'hoor aam hai
Sakhawat ka sakhi darbar hai sa'ayl zamana hai @
Ye shah-e-woqt Sakhawat ka aastana hai
Agar is bare me koi mazeed jaankari hasil karna chahta hai to is number pe contact kare @ mobile number +919412150941

No comments:
Post a Comment